Firaaq Movie Songs Lyrics
Song Title : Yeh Daag Daag Ujaala
Hindi Movie : FIRAAQ
Singer : Faiz Ahmed Faiz
Yeh Daag Daag Ujaala Hindi Lyrics:
Yeh daag daag ujaala,yeh sabkajida sehar
woh intzaar tha jisaka yeh woh sehar toh nahi
yeh woh sehar toh nahi,jisaki aarju leke chale the
yaar ki mil jaayegi kahin na kahin....
Falak ke dasht mein taaron ki aakhari manjil
kahin toh hoga shabesust mauj ka saahil
kahin toh jaake rukega safinaaye gham-e-dil
jawaan lahu ke pursrar shaahraao se jale jo yaar
toh daaman pe kitane haath pade
dayaare husn ki besabr khaabgaaho se
pukaarati rahi baahein,badan bulaate rahe....
Bahot ajij thi lekin lekin rukhe sehar ki lagan
bahot kari tha hansinaane noor ka daaman
subuk subuk thi tamanna,dabi dabi thi thakan
suna hai ho bhi chuka hai firaaq-e julmatu noor
suna hai ho bhi chuka hai visaale manjilon ka aam
badal chuka hai bahot ehale dard ka dastur
nishaake vasl halaalo ajaabi hijr haraam....
Jigar ki aag,najar ki umang
dil ki jalan,kisi pe chha rahi hijra ka kuchh asar hi nahi
kaha se aayi nigaare saba,kidhar ko gayi
abhi charaabe sare raah ko kuchh khabar hi nahi
giraani yeh shab mein kabhi kami nahi aayi
nijaate dido dil ki ghadi nahi aayi
chale chalo ki woh manjil abhi nahi aayi....
Return >> Firaaq Lyrics
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...