Dhoondhte Reh Jaoge Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title : Pal Woh Aanewaala Pal
Hindi Movie : DHOONDHTE REH JAOGE
Singer : Neeraj Shridhar
Pal Woh Aanewaala Pal Hindi Lyrics:
Pal woh aanewaala pal,yeh jaanewaala pal
koyi bhi jaane na
kal ha kya khonewaala kal,kya honewaala kal
koyi bhi jaane na
yaadon pe chhaaya hai tera suroor vey
tadapa na mujhako meri jaan
[dont let me miss you,come let me kiss you
o jaanejaana tonight] - 2
Lautke waapas main na jaayunga,jo maine socha hai woh paaunga
rokega yeh hamko jahaan kaise,khaab hai unche chaand taaron se
ho aaja aaja aa, naaja naaja na na aake le le tu le le meri jaan
[dont let me miss you,come let me kiss you
o jaanejaana tonight] - 2
Fursat kaha itani jo sochu main,manjil ko paana hai yeh chaahu main
kabhi jo de na raahon mein,alvida unn lamahon ko keh du main
ki dekho dekho ho socho socho ho ek duje mein ho jaaye fana aa aa aa
[dont let me miss you,come let me kiss you
o jaanejaana tonight] - 2
Pal woh aanewaala pal,yeh jaanewaala pal
koyi bhi jaane na
ha kal ha kya khonewaala kal,kya honewaala kal
koyi bhi jaane na
yaadon pe chhaaya hai tera suroor vey
tadapa na mujhako meri jaan aa aa aa....
[dont let me miss you,come let me kiss you
o jaanejaana tonight] - 2
Return To Dhoondhte Reh Jaoge Lyrics
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...