Sikandar Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title : Gulon Mein
Hindi Movie : SIKANDAR
Singer : K.K.
Gulon Mein Hindi Lyrics:
Gulon mein rang bhare,baadalo bahaar chale - 2
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale
baadalo bahaar chale,kaarobaar chale o o o....
gulon mein rang bhare,baadalo bahaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale....
Gulon mein rang bhare,baadalo bahaar chale
tum kho na jaana kahi bhuli huyi yaado ke sheher mein
hum tum milegne,milenge rango aur phulo ke safar mein
ek kahaani meri kho gayi mulaakaate phir se ho gayi
ja muskhilon se kaho,hum safar guzaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale....
Tumane dikhaaye,dikhaaye naye naye suraj, naye chaman
chaaye andhere toh thodi chaandani chura ke laaya gulshan
aise gujari amaavas dhar se,roshani ko chaand bhi tarase
mere shehar hawa kaash baar baar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale
baadalo bahaar chale,kaarobaar chale o o o....
gulon mein rang bhare,baadalo bahaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale....
gulon mein rang bhare....
Singer : Mohit Chauhan
[Gulon mein rang bhare,baadalon bahaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale] - 2
Khaabo ka din hai dekho hawaaye
suna rahi hai khushiyon ki dastaan
main chum lunga baahein uthaakar
khwaahisho ka nila nila aasmaan
jaane kaha yeh baadal chale hai
kis aur bundon ki mehfile hai
bhigi hai rooh meri,kaisa yeh khumaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale
gulon mein rang bhare,baadalon bahaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale....
Hamane suna hai chhote se haatho mein
chaahe toh samaaye saara jahaan
hatheliyo mein thaame hai,hamaare buzurgo ki nayi duwa
hum hai sikandar,hum sehzaade
chhote kadam hai bade hain iraade
buri najar se kaho,hum najar utaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale
gulon mein rang bhare,baadalon bahaar chale
chale bhi aao,ke gulshan ka kaarobaar chale....
Return >> Sikandar Lyrics
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...