Chal Chala Chal Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title:Naacho
Hindi Movie:CHAL CHALA CHAL
singers:Anu Malik,Rap Joy & Shaan
Naacho Hindi Lyrics:
Jindagi baja rahi tabala,takdir ne rukh yuun badala
are kismat ne ik phaansa phenka,lag gaya tabale par theka
dhin dhin dhaak dhin,dhigi dhigi dhaak dhin - 2
o o o o o o o....
[naacho se bas,gaao se bas
jhumo se bas,gungunaao se bas
do din ki hai jindagaani,khatm na ho jaaye kahaani
bas mein kar lo,aani jaani hai jawaani] - 2
naachose bas,gaao se bas....
Chaar din ki chaandani hai,phir akeli raat hai
mujhako kaisi parwaah yaaro,bas jo mere saath hai
do din ki hai jindagaani,khatm na ho jaaye kahaani
bas mein kar lo,aani jaani hai jawaani
don't se bas re baba don't say bas
hey yeh saala main toh dude ho gaya
kaise apana mood ho gaya
naacho se bas,gaao se bas
jhumo se bas,gungunaao se bas
do din ki hai jindagaani,khatm na ho jaaye kahaani
bas mein kar lo,aani jaani hai jawaani
don't say,don't say,don't say bas
naacho se bas,gaao se bas
o o o o o o o....
Jeb mein honge dollar pound,pair na honge on the ground
life mein hoga fun hi fun,kaano mein sikko ka sound
do din ki hai jindagaani,khatm na ho jaaye kahaani
bas mein kar lo,aani jaani hai jawaani
don't say,don't say,don't say bas
monsoon hoga duniya mein,duniya mein
apana personal saawan hoga,saawan hoga
jab dashera ho public ka,public ka
apana personal raawan hoga,raawan hoga
don't say bas,naacho don't say bas
naacho se bas,gaao se bas
jhumo se bas,gungunaao se bas
do din ki hai jindagaani,khatm na ho jaaye kahaani
bas mein kar lo,aani jaani hai jawaani
don't say bas
naacho se bas,gaao se bas....
Return To Chal Chala Chal Lyrics Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...