The Stoneman Murders Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title:Kaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re
Hindi Movie:THE STONEMAN MURDERS
Singer:Sunidhi Chauhan
Kaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Hindi Lyrics:
Kaatilaana.....Kaatilaana
[Kaatilaana hai julfon ke naag re
qaatilaana hai akhiyon ki aag re
jara bachake tu rehana,hai yeh aashiko ka kehana
maine lute hajaaron yaar re] - 2
Kaatilaana..o...o....Kaatilaana aah aah
Kaatilaana..o...o....Kaatilaana
Jalwe kataar meri,tej inaki dhaar hai
dil ke tukade kar daalungi
jahirile jaam mere aaj teri saans mein
katara katara bhar daalungi
mere honto ke yeh pyaale, sab ki jaan lene waale
maine lute hajaaron yaar re.....
Kaatilaana hai julfon ke naag re
Kaatilaana hai akhiyon ki aag re
jara bachake tu rehana, hai yeh aashiko ka kehana
maine lute hajaaron yaar re....
Kaatilaana..o...o....Kaatilaana aah aah
Kaatilaana..o...o....Kaatilaana
Nakharon mein naaj yeh mijaaj mere dekhkar
dhadake najarein mehmaano ki
khataron bhari hai mere roop ki ranginiya
sun le duniya deewaano ki
maine sine se nikaale,dil saare tod daale
maine lute hajaaron yaar re....
Kaatilaana hai julfon ke naag re
Kaatilaana hai akhiyon ki aag re
jara bachake tu rehana, hai yeh aashiko ka kehana
maine lute hajaaron yaar re
Kaatilaana..o...o....Kaatilaana aah aah
Kaatilaana..o...o....Kaatilaana
Return To The Stoneman Murders Lyrics Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...