Mere Khwabon Mein Jo Aaye Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title:Pehle Toh Meri Inn Aankhon Par
Hindi Movie:MERE KHWABON MEIN JO AAYE
Singer:Shreya Ghosal
Pehle Toh Meri Inn Aankhon Par Hindi Lyrics:
Pehle toh meri inn aankhon par baras gaye sapane
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapane
abb dil hai rasta hai manjil hai, aur hai yeh sapane
jaana hai wahaan le jaaye jahaan sapane
jaagi jaagi jindagi hai, ujali ujali roshani hai
lo ishaare kare sab dishaaye, lo pukaare hamein sab hawaaye
hone ko hai abb sach yahaan sapane....
Pehle toh meri inn aankhon par baras gaye sapane
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapane
abb dil hai rasta hai manjil hai,aur hai yeh sapane
jaana hai wahaan le jaaye jahaan sapane....
Meri nayi aankhein hai ya duniya hi badali hai
main chaahe jidhar bhi dekhu kuchh rang naye hai chhalake
naya naya sa ambar aur nayi si yeh dharati
hai hai badal rahi abb jaise yeh rut bhi halake halake
mujhase yeh najaare puchhate hai saare
tune itane anokhe paaye kahaan sapane hey hey hey hey.....
Pehle toh meri inn aankhon par baras gaye sapane
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapane
abb dil hai rasta hai manjil hai,aur hai yeh sapane
jaana hai wahaan le jaaye jahaan sapane....
Dur se main kyun dekhu,yeh waqt ka behata dariya
kyun main daru majhadaaro se,kyun baithi rahu kinaare
kab tak main khelungi bas phulon aur kaliyon se
kyun na todake main le aau, aakaash se taare saare
mujhase yeh najaare puchhate hai saare
tune itane anokhe paaye kahaan sapane....
Pehle toh meri inn aankhon par baras gaye sapane
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapane
abb dil hai rasta hai manjil hai,aur hai yeh sapane
jaana hai wahaan le jaaye jahaan sapane
jaagi jaagi jindagi hai,ujali ujali roshani hai
lo ishaare kare sab dishaaye,lo pukaare hamein sab hawaaye
hone ko hai abb sach yahaan sapane
haan hone ko hai abb sach yahaan sapane.....
hone ko hai abb sach yahaan sapane hey hey hey hey hey....
Return To Mere Khwabon Mein Jo Aaye Lyrics Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Ho aa gaye J A T T, Maaro saare seeti, Gabru aine sohne, Piche teena sweety preety, J A T T phirse maaro seeti, Sadhne wale sadhde...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...
-
Ijazat Hai Song Lyrics - One Night Stand Kaise bataaye, kaise jataaye Subah tak tujhme jeena chahein Bheege labon ki, geeli hansi ko Peene...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...