Aasma Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title:Guzrega Ye Pal
Hindi Movie:AASMA
Guzrega Ye Pal Hindi Lyrics:
Guzrega Ye Pal,Guzrega Ye Pal....
O Ho..Guzrega Ye Pal,Guzrega.. Ye Pal
Aisa Lamhaa Tha,Ke Man Karta Tha
Jeeloon Main Baar Baar
Aanewaala Kal Na Jaane Kispal
Le Jaata Hai Kahaan Hai Kisne Jaana
Ab Kya Afsaana,Likhta Hai Aasma
Karle Thoda Intzaar,Jaaye Naa Tu Fisal
Guzrega Ye Pal,Itna Kyun Hai Bekaraar
Kal Ki Hai Fikar,Guzrega Ye Pal....
Achchha Lagta Hai,Chaahe Sapna Hai
Parwaah Nahi Hai Yaar
Par Main Deewaana,Ye Bhi Naa Jaana
Hai Jeena To Ek Baar
Dil Tode Saare, Par Sunle Pyaare
Sab Chalta Hai Yahaan
Karle Thoda Intzaar,Jaaye Naa Tu Fisal
Guzrega Ye Pal,Itna Kyun Hai Bekaraar
Kal Ki Hai Fikar,Guzrega Ye Pal....
Is Jahaan Se Us Jahaan Tak
Is Zameen Se Aasmaan Tak
Ho Dhoondhte Manzil Ko Har Kadam
Naa Mili Tu Phir Lenge Janam,Ho.....
Guzrega Ye Pal,O Ho....
Guzrega Ye Pal,Guzrega Ye Pal,
Guzrega Ye Pal,Guzrega Ye Pal
Karle Thoda Intzaar,Jaaye Naa Tu Fisal
Guzrega Ye Pal, Itna Kyun Hai Bekaraar
Kal Ki Hai Fikar,Guzrega Ye Pal....
Return To Aasma Lyrics Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Ho aa gaye J A T T, Maaro saare seeti, Gabru aine sohne, Piche teena sweety preety, J A T T phirse maaro seeti, Sadhne wale sadhde...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...