Ghajini Movie Songs Lyrics
Hindi Song Title:Latoo Latoo
Hindi Movie:GHAJINI
Singer:Shreya Ghoshal
Latoo Latoo Hindi Lyrics:
Nachaayenge,nachaayenge
latoo latoo latoo main usape latoo
latoo latoo latoo main, aye la la aye la la aye la....
Palak kyun phadke re,dil kyun dhadake re
thirak si jaau re,kyun main sharamaau re
aaj yeh kaun aaya,khushbuon saa chhaaya
chaal mein ghungaru hai,mausam hai oh oh oh oh
yaar,yaar yaar,yaar aaya mera yaar yaar....
[Latoo latoo latoo main usape latoo]....2
yaar yaar....
usake aane se bas jaaye,sune sune mann ka ilaaka,nachaayenge
woh bas kar de ishaara,aur main bolu jo hukm ho aaqa,nachaayenge....
Masti mein tee woh hai,jeene mein jee woh hai
seene mein see woh hai,dhak dhak dhak har dhadkan mein woh
pani mein pa who hai,dhani mein dha woh hai
maani mein maa woh hai,saajon mein hai har sargam mein woh
luft kya usaki ashiqui mein hai, usako ghunth ghunth main pi lu
jindagi usake nashe mein main ji lu....
[Latoo latoo latoo main usape latoo]....2
yaar yaar....
o palak kyun phadake re,dil yeh kyun dhadake re
thirak si jaau re, kyun main sharamaau re
aaj yeh kaun aaya,khushbuon sa chhaaya
chaal mein ghungaru hai,mausam hai oh oh oh oh
yaar yaar yaar....
yaar yaar yaar yaar....
latoo latoo latoo main usape latoo....
Return To Ghajini Lyrics Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Ho aa gaye J A T T, Maaro saare seeti, Gabru aine sohne, Piche teena sweety preety, J A T T phirse maaro seeti, Sadhne wale sadhde...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...