A WEDNESDAY MOVIE SONG LYRICS
Hindi Song Title:Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Hindi Movie:A WEDNESDAY
Singer:Shaan
Koyi Kar Dikhaaye Jalwa Lyrics:
Koyi Darr Sa Jaaye,Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake,Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye,Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane,Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala
Hai Bheed Mein Laapata...Hai Aadami Puchhata....
Kya Hai Khushi Ka Pata...Yahaan Oooo....
Dil Pe Roj Ke Laakhon Bojh Se Milke Soch Le
Aajaoo Honge Kam Yeh Kaise
Bante Roj Yahaa Pe Nakshae,Koyi Na Kisiko Bhi Bakshe
Dono Haathon Se Hi..Lute Yahaan Sabhi...Aadami..
Kaisa Yeh Kaam Hai...Khaas Na Ho Saka....
Aadami Kyun Aam Hai....Yahaan...Oooo...
Koyi Darr Sa Jaaye,Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake,Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala....
Koyi Darr Sa Jaaye,Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane,Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala....
Thoda Matlabi Hai,Thoda Laalachi Hai
Banda Jo Yeh Maane Karz Bhi Hai Koyi Dhanda
De Do Meri Haathon Mein Duniya,Lauta Dunga Main Sabko Khushiyaan
Jahaan Yeh Gaaye Ja,Mitha Sa Taraana Gaaye Ja
Hai Hausla Saath Mein,Le Aayunga Dhund Ke
Dhup Ko Main Raat Mein Yahaan..Oooo...
Koyi Darr Sa Jaaye,Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake,Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala....
Koyi Darr Sa Jaaye,Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane,Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala....
Return To A Wednesday Song Lyrics Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...