Thodi Life Thoda Magic Movie lyrics
Hindi Song Title:Tune Kahi Aur Maine Maani
Hindi Movie:THODI LIFE THODA MAGIC
Singer:Kailash Kher
Tune Kahi Aur Maine Maani Hindi Lyrics:
khubsurat hai jo kuchh bhi sansaar mein
bas samaj lo ki duba hai woh pyaar mein
ho rabba woh pyaar mein,
o raama woh pyaar mein
ho ho ho o o o o ho...o o o o ho.....
tune kahi aur maine maani,pyaar nahi toh kya hai yeh ---- 2
dil ki dil ko dard nishaani ---- 2
pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani,
pyaar nahi toh kya hai yeh....
khaaraa paani aankhon ka hai,khaare saare samnadar bhi
saat samandar hote hai,do aankhon ke andar bhi
kis paani mein chhupi kahaani ---- 2
pyaar nahi toh kya hai yeh....
tune kahi aur maine maani,pyaar nahi toh kya hai yeh
o ho ho ho o o o o ho o o o o o o ho....
pal kya sach mein badal gaya hai,ya maine sapana dekha
tum badale ya badal gayi hai mere haathon ki rekha
inn socho mein shyaam bita di ---- 2
pyaar nahi toh kya hai yeh....
tune kahi aur maine maani,pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani,maine maani,maani re
haay pyaar nahi toh kya hai yeh....
dil ki dil ko dard nishaani ---- 2
pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani,
[pyaar nahi toh kya hai yeh] ---- 4
Return To Main Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Ho aa gaye J A T T, Maaro saare seeti, Gabru aine sohne, Piche teena sweety preety, J A T T phirse maaro seeti, Sadhne wale sadhde...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...