Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze

Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...

Lyrics Of Hindi Song Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein Toh Jaha

Zindagi Tere Naam Movie Lyrics

Hindi Song Title:Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein Toh Jaha
Hindi Movie:Zindagi Tere Naam
Singers:Sunidhi Chauhan & Wajid Khan

Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein Toh Jaha Lyrics:

Yeh jhuki jhuki si teri nazar,kuchh toh keh gayi hai kuchh khabar
ha kisko hosh hai kisko khabar,kuchh toh ho gaya hamko magar
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha....
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha....

aasmaa ke paar shaayad hoga woh jaha
tumko leke saath apane chal du main waha
baadalon ke sar pe hai tham tham aasmaan
faisala tum karo jaana hame hai kaha
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha....
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha....

mitha mitha khatta khatta sa ehsaas hai
julati jalati chubhati chubhati si koyi pyaas hai
kuchh naya naya naya sa khaab hai hamsafar
bas chalo chale chale pyaar ki hum dagar
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha....

o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha....

kisko hosh hai kisko khabar,kuchh toh ho gaya hamko magar
ajanabi sa lagata hai hamein toh jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha
o jaane jaana ajanabi sa lagata hai hamein toh jahaan
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu main bhi waha....

Return To Main Menu