Hindi Song Title:Dil Yeh Kahe Kehata Rahe
Hindi Movie:KHUSHBOO
Singers:Shaan & Sunidhi Chauhan
Hindi Lyrics:
dil yeh kahe kehata rahe,dil yeh kahe yahin kehata rahe....
abb jo bhi hota hai ho jaane do,jo hosh khota hai kho jaane do
dil yeh kahe kehata rahe....
abb jo bhi hota hai ho jaane do,jo hosh khota hai kho jaane do
koyi aisa ho deewaana,rahe dil ka jo fasaana
suno hamse tum fasaane,najar se najar milaake
yeh dil pyaar dhundata hai,yeh ikraar dhundata hai
jo dil pyaar maangata hai,toh phir kyun yeh....
ho o o dil yeh kahe,yahin kehata rahe
abb jo bhi hota hai ho jaane do,jo hosh khota hai kho jaane do....
pasand humako jo bhi aaya,usee samajhe kyun paraaya
wahi aaj se hai apana,jise hamane aaj chhupaaya
nasha jaise chha raha hai,sama jaise gaa raha hai
yeh ranginiyaan hai chhayi,toh dil behake ja raha hai....
dil yeh kahe,kehata rahe....
abb jo bhi hota hai ho jaane do,jo hosh khota hai kho jaane do....
Return To Main Menu
Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Lyrics OF DESI BEAT MoVIe Song LyricsFrom BODYGUARD Song Title: Desi Beats Song Writer: Shabbir Ahmed Singer: Mika Singh, Amrita...
-
Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo rot...
-
Mere dil ko bhaye baby tera flow Mujhe milti hai high Jab nachdi tu flow Hot lagdi hai high girl Toot lagdi hai high girl (x2) Dis...
-
Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...
-
Besambhle chal diya dil Aise halaat mein Tera saath chahiye mujhko Iss kaali raat mein (x2) Kahaani meri hai tu Zinda mujhi se hai tu Kab ho...