Sarsariya Song Lyrics with Full HD Video | LyricsMaze

Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra k...

Lyrics Of Hindi Song Main Chala,Main Chala

Hindi Song Title:Main Chala,Main Chala
Hindi Movie:BLACK AND WHITE
Singer:Sukhwinder Singh

Hindi Lyrics:

Na na ra ta ra ta....ta ra ta
Na na ra ta ra na
De ra de na

Main chala main chala
Is gali uss gali
Is dagar uss dagar
Is taraf uss taraf
Saath mere chale zindagi ka safar

Main chala main chala
Is gali uss gali
Is dagar uss dagar
Is taraf uss taraf
Saath mere chale zindagi ka safar

Main chala main chala

Aaaaaa..aaaa...aaaa....aaaaa

Ajnabee raste, ajnabee hai jahan
Main kahan se kahan aa gaya hun yehan

Ajnabee raste, ajnabee hai jahan
Main kahan se kahan aa gaya hun yehan
Saath rango ki hai teri duniya haseen
Hai ujala kahin tho andhera kahin
Hai kahin shayam tho kyun kahin hai sehar
Main chala main chala

Kaisi hai uljane kaise halat hai
Dil main umdhe yeh kaise zajbath hai

Kaisi hai uljane kaise halat hai
Dil main umdhe huwe kaise zajbath hai
Hai dhuwa hi dhuwa rasthon ke nishan
Har kadam par mere honsle hai jawan
Meri manzil mujhe aa rahi hai nazar

Main chala main chala
Is gali uss gali
Is dagar uss dagar
Is taraf uss taraf
Saath mere chale zindagi ka safar.

Main chala main chala
Main chala main chala

Return To Main Menu